Idara - e - DEENIYAT Apps

Dua for Protection (Hifazat) 2.1
Note: NOT COMPATIBLE WITH ALL ANDROID PHONE.Dua from Quran and Hadith(including manzil)The following are selected Duas from Quraan and Hadis.Dua'a for Protection Worries,Dua for rescue from toughsituations,various trials,enemies,general protection,Health andSuccess.Note: This Book is part of the popular Deeniyat published byIdara -e- DEENIYATNOT COMPATIBLE WITH ALL ANDROID PHONE.
Quraan Ka Paigaam 1.0
Message of the QuranKitaab ke baare mein:Nabi Kareem (s.a.w) ka irshaad hai, "Quran-e-Kareem aisa sifarishihai jis ki sifarish qubool ki jaye, bandon ko bakhshwane ke liyeaisa koshish karne wala hai ke jis ki baat qubool ki jaye aur us kikoshish rang laaye. Jo is ko apna imaam aur rehbar banayega us kowho jannat me le jayega aur jo us ko chhod dega us ko woh jahannamki taraf haank dega." (al targib wa tarhib)Quran -e- Kareem ALLAH Ta'ala ki wo kitaab hai jis ki badaulatzaleel wa ruswa insanon ko izzat mili, is me gaur wa fikr karnewalon ko hidayat mili. Is ki tilaawat karne walon ko chain wasukoon mila, is par amal karne walon ko kaamyabi ka parwana mila.Ye insanon ko andheron se nikaal kar raushni ki taraf lane walikitab hai, bhatke huwon ko seedha rasta dikhane wali kitaab hai.Allah se bichhde huwon ko Allah se milane wali kitab hai. Is keFazaail be shumaar aur is ke fawaaid be misaal. Har aitbaar se haqaur har naahiyah se sach. Is jaisa aaj tak na koi laa saka hai aurna qayaamat tak koi laa sakega.Quran -e- Kareem ki itni ahmiyat ke bawajood ummat-e-muslima Quranitaleem se gafil hai. Ummat ko Qurani paigamaat se mukhtasar waqt(taqriban 10 minutes) mein waaqif karaane ki koshish ki gai hai. Johazraat is kitaab se faaida uthayenge unhein chahiye ke Quran ke ispaigaam ko samjhein aur is par amal karein, saath saath kisimo'atebar aalim-e-deen ki rehnumaai me mukammal Quran ko samajhneki koshish karein taake sahih taur se Quran -e- Kareem ke saayemein zindagi guzaar sakein.Is mukhtasar si kitaab ko tarteeb dene mein is baat ka lihaaz rakhagaya hai ke Quran-e-Kareem ke har paare ke ek ek paao ko le kar uske chand mazameen par raushni daali gai hai aur ek safhe par ek hipaao ke mazameen darj hain, jin ke liye taqriban 2 minutes lagtehain. Taake ramzanul mubaarak mein tarawih mein jitna Quraan padhagaya hai us ke mazameen ko tarawih ke baad padh kar sunaaya jaasake aur taraawih aur witr ke darmiyaan bhi padh sakte hain. Neezagar tarawih mein daily sawa paare ki tarteeb chal rahi hai to hartarawih (4 rakat) ke baad bhi ek safha padh kar aasani ke saathsunaya ja sakta hai, jis ke liye taqriban 10 minutes lagtehain.Aakhir me dua hai ke Allah ta'ala is koshish ko qubool farmaye aurhamaare liye zakhira-e-aakhirat banaaaye. Aameen
Deeniyat 4 Year Urdu - English 1.0
Idara-e-Deeniyat ne makaatib ko murattabnizaam ke saath chalaane ka aagaaz kiya hai."Deeniyat" ke naam se bachchon, mardon aur aurton ke liye alag alagSyllabus bhi tarteeb diya hai, chunaanche bachchon ka Syllabus teenhisson par taqseem kiya gaya hai :1) Primary Syllabus 2) Secondary Syllabus 3) AdvancedSyllabus.Primary Syllabus Zero Course ke alaawa 5 Year hai ,Jis meinQur'aan-e-Kareem mukammal karaane ke saath saath Deen ki ahembaaton ko jama karne ki koshish ki gai hai.
Deeniyat 5 Year Urdu - English 1.0

Deeniyat 3 Year Urdu - English 1.0